Kabhi Alvida Naa Kehna - Dedication to Everyone

Tum ko bhi hai khabar
Mujhko bhi hai pata
Ho raha hai judaa
Dono ka raasta
Dur jaake bhi mujhse tum meri yaadon main rehna
Kabhi alvida na kehna
Kabhi alvida na kehna

Tum ko bhi hai khabar
Mujhko bhi hai pata
Ho raha hai judaa
Dono ka raasta
Dur jaake bhi mujhse tum meri yaadon main rehna
Kabhi alvida na kehna
Kabhi alvida na kehna

Jitni thi khushiyaa
Sab kho chuki hai
Bas ek gham hai ki jaata nahi
Samjha ke dekha behla ke dekha
Dil hai ki chain isko aata nahi
Aarzoo hai ki hai angarai
Aag hai kab aankhon se behna
Kabhi alvida na kehna
Kabhi alvida na kehna

Rut aa rahi hai Rut jaa rahi hai
Dard ka mausam badla nahi
Rang yeh halka itna hai gehra
Sadiyon main hoga halka nahi
Halka nahi
Kaun jaane kya hona hai
Hum ko hai ab kya kya sehna

Kabhi alvida na kehna
Kabhi alvida na kehna

Tum ko bhi hai khabar
Mujhko bhi hai pata
Ho raha hai judaa
Dono ka raasta
Dur jaake bhi mujhse tum meri yaadon main rehna
Kabhi alvida na kehna
kabhi alvida na kehna

7 comments:

DiLBaR - Faisal Asif said...

I love it...

Sobia said...

i dont like this song..it is too touching :(

DiLBaR - Faisal Asif said...

well...how about listening it in fun?? :P try...

Sobia said...

nahi bad idea ;/

DiLBaR - Faisal Asif said...

alright :D

Sobia said...

I love this song :) ..

Sobia said...

Tumhe Pata Toh Hoga, Tumhi Pe Main Fida Hoon
Tumhe Hai Jabse Chaaha, Hawaaon Mein Udata Hoon
Tumhi Mere Har Pal Mein, Tum Aaj Mein, Tum Kal Mein
Hey Shona, Hey Shona, Hey Shona, Hey Shona....
Tumhe Pata Toh Hoga Ke Mere Dil Mein Kya Hai
Chalo Kahe Deti Hoon, Kabhi Nahi Jo Kahaan Hai
Tumhi Mere Har Pal Mein, Tum Aaj Mein, Tum Kal Mein
Hey Shona, Hey Shona, Hey Shona, Hey Shona....